Agar Sab Kuch Mil Jayega Zindagi Mein Shayari Lyrics : Tu nahi to zindagi mein aur kya rah jayega dur tak tanhayion ka silsila rah jayega aankhein taaza manjaron mein kho to jayengi magar dil puraane mausamo ko dhhoondta rah jayega.